Main alfaz hun teri har baat
samajhta hun,
main ehsaas hun tere jazbaat
samajhta hun,
kab pucha maine ki kyun door ho
mujse,
main dil rakhta hun tere halaat
samajhta hun...!!!
if i reached for your hand , will u
hold it ?
If i hold out my arms, will u hug
me ?
If i go for your lips, will u kiss me ?
If i capture ur heart , will u love
me ??
Bhujhi hui shama phir se jal sakti
hai,
Toofano mein ghiri khasti kinare lag
sakti hai.
Mayus na hona, Iraade Na Badal,
Yeh kismet hai kabhi bhi badal
sakti hai.
mujh se mera kya rishta hai har ik
rishta bhool gaya
itne aaine dekhe hain apna
chehra bhool gaya
ab to ye bhi yaad nahi hai farq tha
kitna dono mein
uski baten yaad rahin aur uska
lahaja bhool gaya
pyasi dharti ke hothon par mera
naam nahi to kya
main wo badal ka tukada hun jis
ko dariya bhool gaya
duniya wale kuch bhi kahen “galib”
apni majboori hai
uski gali jab yaad aayi hai ghar ka
rasta bhool gaya
Hotho Ki Zuban Ye Aansu Kehte Hai,
Jo Chup Rehte Hai Lekin Fir Bhi
Behte
Hai, Or In Aansu Ki Kismat To
Dekhiye, Ye Unke Liye Behte Hai Jo In
Ankhon Me Rehte Hai..!!
Hotho Ki Zuban Ye Aansu Kehte Hai,
Jo Chup Rehte Hai Lekin Fir Bhi
Behte
Hai, Or In Aansu Ki Kismat To
Dekhiye, Ye Unke Liye Behte Hai Jo In
Ankhon Me Rehte Hai..!!
Aaj Mohabbat Se"Yaaron"Mulakat Ho
Gayi ..
Mere Dil Ki Baaton Mein Wo Kuch
Aise Kho Gayi ..
Jab Pucha Maine ,Kya Aati Hai Yaad
Meri ..
To Khamosh Ho Kar Meri Baahon
Mein So Gayi..!!
Wo Anna Parast Sahi Us Ki Baton
Mein Iqrar Bhi Tha.
Us K Chubte Hue Lehje Mein Chupa
Pyar Bhi Tha.
Wo Mujhe Likhta Ha K Muntazir Na
Raho Lekin.
Us Ki Tahreer Mein Sadion Ka Intzaar
Bhi Tha.
Wo Kehta Ha Mat Rutho K Mananaa
Nahi Aata.
Meri Narazgi Pe Lekin Wo Bekarar Bhi
Tha.
Main Shayad Phir Na Likhta Use Apni
Khabar.
Dosti Ka Bharam Rakhna Tha Kuch Dil
Be_Ikhtiar Bhi Tha.
Shayad Yehi Us Ka Anadaz-E-Mohabat
Ho.
Wo Mera Hum Dam Bhi Tha Sitam
Shuaar Bhi Tha.
Har Khusi Ke Pahlu Haaton Se
Chhut Gaye,
Ab Toh Khud Ke Saaye Bhi Rooth
Gaye,
Haalat Hain Aise Zindagi Mein
Hamari,
Pyar Ki Rahon Mein Hum Bilkul
Toot Gaye
Woh mohabbat bhi teri thi...
woh nafrat bh teri thi....
woh apnane aur....
thukrane ki ada bhi teri thi....
mein apni wafa ka insaaf kis se
mangta...
.........
woh shehar bhi tera tha.....
woh adalat bhi teri thi...
Itni Shidat Se To Barsaat Bhi Kam
Kam Barse
Jis Tarha Ankhen Teri Yaad Main
Cham Cham Barse
Minatien Kon Kare ek Gharonde Ke
Liye
Kahe Do Baadal Se Barasta Hai To
Jham
Jham Barse...
Itni Shidat Se To Barsaat Bhi Kam
Kam Barse
Jis Tarha Ankhen Teri Yaad Main
Cham Cham Barse
Minatien Kon Kare ek Gharonde Ke
Liye
Kahe Do Baadal Se Barasta Hai To
Jham
Jham Barse...