mortal 11 years ago Superb Poem...!!
Ek bachpan ka
zamana tha,
jisme khushiyon ka
khazana tha;
chahat chand ko
paane ki thi,
par dil titli ka
deewana tha.
Khabar na thi
kuch subah ki,
na shaam ka
thikana tha;
thak haarke aana school se, par
khelne bhi jaana tha.
Maa ki kahani thi,
pariyon ka fasana tha;
barish mein kagaz ki naav thi,
har mausam suhana tha.
Har khel mein saathi the,
har rishta nibhana tha;
gum ki zuban na hoti thi,
na zakhmon ka paimana tha.
Rone ki wajah na thi,
na hansne ka bahana tha; kyon
ho gaye hum itne bade, isse
achha to
woh bachpan ka zamana tha...
mortal 11 years ago Superb Poem...!!
Ek bachpan ka
zamana tha,
jisme khushiyon ka
khazana tha;
chahat chand ko
paane ki thi,
par dil titli ka
deewana tha.
Khabar na thi
kuch subah ki,
na shaam ka
thikana tha;
thak haarke aana school se, par
khelne bhi jaana tha.
Maa ki kahani thi,
pariyon ka fasana tha;
barish mein kagaz ki naav thi,
har mausam suhana tha.
Har khel mein saathi the,
har rishta nibhana tha;
gum ki zuban na hoti thi,
na zakhmon ka paimana tha.
Rone ki wajah na thi,
na hansne ka bahana tha; kyon
ho gaye hum itne bade, isse
achha to
woh bachpan ka zamana tha...
RajaJani1 11 years ago ap ke gar ke darwaze pr :hee:
RajaJani1 11 years ago gar wale gaov gae he na :p akela hon chote bhai ke sat :p